Home » K » Kishore Kumar »

Kishore Kumar - Teri Kasam Humko Chords

Artists:  A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z # 

Teri Kasam Humko Chords

(ver. 1)
Kishore Kumar
[Intro]
B  G  D  Em

[Chorus]
Em                        C
Teri kasam humko  teri yaadein
        D                C
jo aati hain, hamein har pal
       Em
satati hain.
Em                      C
Ab to nahi lagta hamara dil
        D                C
tumhare bin , ab har dhadkan
       Em
rulati hai.

[Verse 1]
G                     D
Tumhara saath agar milta,
       Em
hamara dil na yun jalta,
   G                   D
ke jal ke humne raaton me,
          Em
tadap kar bekarari me,
        D             C
guzaare hain wo kitne pal
           Em
woh yaadon mein.

[Chorus]
Em                        C
Teri kasam humko  teri yaadein
        D                C
jo aati hain, hamein har pal
       Em
satati hain.

[Verse 2]
G                         D
Raho tum khush jidhar bhi ho,
       Em
hamara haal mat poocho,
G                 D
hamari yeh duayen hain,
        Em
tumhari jo bhi raahein hain,
         D              C
tumhe le jaayen gulshan mein,
         Em
bahaaron mein.

[Chorus]
Em                        C
Teri kasam humko  teri yaadein
        D                C
jo aati hain, hamein har pal
       Em
satati hain.

[Verse 3]
G                    D
Kyamat dil pe yun guzri,
         Em
bhulayen hum bhala kaise,
       D
dhuaan uthta hai dil se yun,
         G
lagi thi aag yeh kaise,
        Bm                C                  Em
wahi sapne, wahi yaadein ,wahi beeti huyi baatein,
         D               C
jab aati hain hamein har pal
       Em
jalati hain.

[Chorus]
Em                        C
Teri kasam humko  teri yaadein
        D                C
jo aati hain, hamein har pal
       Em
satati hain.
Em                      C
Ab to nahi lagta hamara dil
        D                C
tumhare bin , ab har dhadkan
       Em
rulati hai.            
Submit corrections

↑ Back to top | Tablatures and chords for acoustic guitar and electric guitar, ukulele, drums are parodies/interpretations of the original songs. You may use it for private study, scholarship, research or language learning purposes only