Home » K » Kishore Kumar »

Kishore Kumar - Mere Nainaa Saawan Bhaadon Chords

Artists:  A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z # 

Mere Nainaa Saawan Bhaadon Chords

(ver. 1)
Kishore Kumar
[Chorus]

Cm        G     Cm
Hmm hmm...Ha ha ha....
Cm                 C
Mere nainaa saawan bhaadon,
C                   G
Phir bhi meraa maan pyasa...
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...
Cm                 C
Mere nainaa saawan bhaadon,
C                   G
Phir bhi meraa maan pyasa...
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...


[Verse]

Cm     G    Cm  Cm       Ebo  Cm
Ai dil deewane, khel hai kyaa jaane?
Cm               Cm
Dard bharaa yeh, geet kahaan se,
Cm            C                       Cm
In honthon pe aaye-ee? Door kahin le jaaye.
Cm                       C
Bhool gaya kya, bhool ke bhi hai,
Cm            G
Mujhko yaad zaraa saa,
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...


[Verse 2]

Cm     G     Cm   Cm   Ebo   Cm
Baat puraani hai, ek kahaani hai.
Cm                 Cm
Ab sochoon tumhen, yaad nahin hai,
Cm               C                       Cm
Ab sochoon nahin bhoole-ee, wo saawan ke jhoolay.
Cm                  G
Rut aaye, rut jaaye deke,
Cm          G
jhoothaa ek dilasaa,
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...


[Verse 3]

Cm     G    Cm    Cm    Ebo  Cm
Barson beet gaye, hamko mile bichde.
Cm             Cm
Bijuri bankar, gagan pe chamki,
Cm             C                         Cm
Beete samay ki rekhaa-aa, main ne tum ko dekhaa.
Cm                      G
Maan sang aankhmichauli khele,
Cm        G
Aasha aur nirasha,
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...


[Chorus]

Cm                 C
Mere nainaa saawan bhaadon,
C                   G
Phir bhi meraa maan pyasa...
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...
Cm                 C
Mere nainaa saawan bhaadon,
C                   G
Phir bhi meraa maan pyasa...
G+                  Cm
Phir bhi meraa maan pyasa...            
Submit corrections

↑ Back to top | Tablatures and chords for acoustic guitar and electric guitar, ukulele, drums are parodies/interpretations of the original songs. You may use it for private study, scholarship, research or language learning purposes only